These are all my collection of shers, which were written by different persons.
First I would like to list out some of the shers written by my friend Shantilal Ostwal. He is from Rajasthan.
Maza Tha Jab Talak Ishq Tha, Ab Kya Maza Shayari Me
Jab Tak Barsaat Na Ho
Khat Se Kya Dil Bharte Hai
Jab Tak Mulaquat Na Ho
Kambaqth Dhuye Ne Wunki Tasveer Banadali
Dost Bankar Tho Na Daga Tum Yaar Karte
Har Inkaar Ko Bhi Tere Pyaar Samjha Hota
Pyaar Se Jo Agar Tum Kabhi Inkaar Karte
Khuda Jaane Kya Khayamat Dayegi Waqte Tanhayi Me
Aane Ke Baad Itna Baraas Ke Wo Ja Na Sake
Hamara Ghar Mitti Ka Tha Wahi Baarish Huyi
Hai Phool Wahi Rangat Wahi Kushboo Thodi Kam Hai
Ghalib Kalam Purjor Waha Aankhon Me Jaha Shabnam Hai
Hai Aankhen Wahi Shabnam Wahi Bus Nami Thodi Kam Hai
Wo Sher Wunke Sampoan Se Ghalib Lagte Chandan Hai
Hai Samp Wahi Chandan Wahi Bus Liptan Thodi Kam Hai
Kehete Hai Ke Ghalib Ka Andaaze Bayan Kuch Aur Tha
Wohi Andaaze Sukhanwar Apna Par Taasir Thodi Kam Hai
Yaadoan Ka Samundar Kabhi Kam Hota Hai
Yek Baar Ro Dene Se Jo Mit Jaaye
Wo Gham Bhi Kya Kabhi Gham Hota Hai
Yek Jaagire Dosti Thi Waha Bhi Tere Naam Huyi
Cheen Gayi Lab Se Hasi Ab Ashq Piya Karte Hai
Par Dil Ki Zubaan Nahi Hoti
Zubaan Pe Baat Hoti Hai Lekin
Koyi Hum-Zubaan Nahi Hoti
Tho Dil Ka Har Thukda Tere Khareeb Hai
Iftiyaar Hai Yis Pe Jo Chahe Anzaam De
Jilenge Yaha Sonch Kar Ki Yahi Naseeb Hai
Khud Ke Chehere Se Baaten Kiya Karte hai
Aankhon Me Apni Hum Paate Hai Tumko
Dekh Kar Yuhi Tumko Hum Jiya Karte Hai
Ab Yek Aayine Ki Zaroorat Hai Hame
Zindagi Beet Jaaye Na Yuhi Tanhayi Me
Ab Yek Saathi Ki Zaroorat Hai Hame
Magar Pa Na Sakhe Teri Muskhurahat Ko
Dhube Rahe Har Waqt Teri Khamooshi Me
Samaj Na Paye Hum Zamaane Ki Aahat Ko
Na Din Me Chain Aata Hai Na Ratoan Me Neend Aati Hai
Wumru Ho Teri yin Sitaroan Se Badkar
Aata Rahe Jeevan Me Yaha Din Baar Baar
Meheke Tera Jeevan Yin Baharoan Se Badkar
Hamko Ye Sanam Koyi Gham Na Hoga
Ho Jaaye Ruswa hamse Chahe Yaha Zamana
Magar Pyaar Tere Liye Kabhi Kam Na Hoga
Mujhe Zindagi Ka Aalam Nahi
Jise Tera Gham Se Ho Waastha
Wo Phizha Bahaar Se Kam Nahi
Jaltha Raha Dil Hamara Bus Wunke Liye
Teri Nayanoan ki wo Shararat Yaad Aati Hai
Saakhi! Wo Pilaya Tune Jaam Nayanoan Se
Ki Teri Kahi Huyi Har Baat Yaad Aati Hai
Ye Be-Matlab ki hai Duniya
Matlab Ke Liye Jite Hai Log
Matlab Ke Liye Marti Hai Duniya
Par Wunko Kya Khabar Wo Tho Jhushnu Manaya Karte Hai
Wahi Khiltha Hai Wahi Martha Hai Mehekakar Madhuban Kho
Wuska Pyaar Hai Wo Pagal Bhawra Jo Bahhar Se Aakar
Mali Ki Nazroan Se Bacha Le jaata Hai Wuske Man Kho
Thakdeer Meri Mujse Ruswa nazar Aati Hai
Pahuncha Hun Jab Bhi Manzhil Ke Khareeb
Manzhil Aur Bhi Door Jaati Nazar Aati Hai
Dilme Kisi Manzhil Ki Wummeed Banaye Rakhna
Na Ho Zamane Ko Khabar Apne Zhakmu Ki
Yis Tarah Se Wus Par Malham Lagaye Rakhna
Ke Saamne Jaam Hai Par Peene ka Hosh Nahi
Aaj Dekha Tho Aur Pyaase Ho Gaye
Ye Suroor Hai Teri Aankhon Ka Ya Sura Ka Jaadu
Har Nazar Pite rahe Aur Aur Pyaase Ho Gaye
Jo Machal Jaati Hai Apne Deedare Yaar Ko
Jab Khawb Aate Hai Tho Aap Yaad Aate Hai
Jab Aap Yaad Aate Hai Tho
Na Neend Aati Hai na Khawb Aate Hai
Tho Mai Kahunga Kisi ke Khat Ka Besabri Se Intezaar
Khuda Agar Phirse Puche Sabse Bura Kya Lag Tha Hai
Tho Mai Kahunga Kisi ke Khat Ka Besabri Se Intezaar
Then there are some Shers for which I don’t know the author.
Nazroan Ne Wutne Hi Baar Mudhkar Dekha
Hoatoan Ne Kitne Baar Khoshish Ki Tera Naam Na Lene Ki
Dilne Wutne Hi Baar Tujhe Yaad Kiya
Ishq Wo Hoti Hai Jisme Aankhen Bolthi Hai Aur Dil Yikraar Kartha Hai
Dubara Mulaquat Ittefaq Se Huwa Karthi Hai
Mujkho ye Andesha Mohabbat-Hai-Khab
Wunse Kyon Mulaquat Baar Baar Huwa Karthi Hai
Raat Ko Jaagna Chod De
Khud-Ba-Khud Neend Aajayegi
Tu Mujhe Sonchna Chod De